शनिवार, 12 मार्च 2016

Wo chehra hi kya jo bewaqt aankhon me na utar aaye, Wo yaadein hi kya jo har raat khwabon na sataye, Wo ishq hi kya jo bebas na bana de. Wo chahat hi kya tumhein kisi ka khuda na bana de. Aur wo waha vaadon ka ek pahad he jo tere pas aane ka bas ek hi zarya hein. Anginat se khwab he mere afsos in vaadon ne gher sa liya he. Bayaan kar bhi du kuch agar fir bhi soch ke parein hein. Kabhi yu Aakar karib mere tham ja thodi raahat se,mehsoos kar dekh tanhayi in sanso mein. Zhank le jara in aankon me dekh le meri chahat in mein,aakar kuch aur karib mere jee le thoda tu bhi is ishq mein. Rehna he tere mohabbat ke us aashiyane mein,Dhoop se parein Chalna kabhi teri julfo ki us chaav mein Armaano ke chalte,sona he tere bahon ki us bekhouf duniya mein. Ab bas haat rakh de tera muzh par...zuka de pyaar se in palkon ko mere muskurate huye,ki muzhe darr na rahe tere jane ka.........So jau teri aahosh me is qadar ki muzhe afsos bhi na rahe mere maut ka

Share Button
Read Complete Poem/Kavya Here Wo chehra hi kya jo bewaqt aankhon me na utar aaye, Wo yaadein hi kya jo har raat khwabon na sataye, Wo ishq hi kya jo bebas na bana de. Wo chahat hi kya tumhein kisi ka khuda na bana de. Aur wo waha vaadon ka ek pahad he jo tere pas aane ka bas ek hi zarya hein. Anginat se khwab he mere afsos in vaadon ne gher sa liya he. Bayaan kar bhi du kuch agar fir bhi soch ke parein hein. Kabhi yu Aakar karib mere tham ja thodi raahat se,mehsoos kar dekh tanhayi in sanso mein. Zhank le jara in aankon me dekh le meri chahat in mein,aakar kuch aur karib mere jee le thoda tu bhi is ishq mein. Rehna he tere mohabbat ke us aashiyane mein,Dhoop se parein Chalna kabhi teri julfo ki us chaav mein Armaano ke chalte,sona he tere bahon ki us bekhouf duniya mein. Ab bas haat rakh de tera muzh par...zuka de pyaar se in palkon ko mere muskurate huye,ki muzhe darr na rahe tere jane ka.........So jau teri aahosh me is qadar ki muzhe afsos bhi na rahe mere maut ka

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें